Her Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Kee Talaash Mein.
Voh Khoyee Huee See Ek Pahchan Hoon Mein.
Naa Ankhon Me Khawaab Heyn Na Dil Mein Tammannaa Koee.
Apnee Banayee Huee Raahon Sey Hee Anjaan Hon Mein.
Woh hamaree Bay basee kaa Mazaak banatay gaye..
Ik Hum hee thay jo pher bhi Muskuratay gaye..
Sur-e-Bazaar bik rahaa thaa PIYAR hamaraa..
Aur ik woh thay jo hamaree Qeemat giratay gaye..
Unkee galiyon say jub guzray tou manzar ajeeb thaa,
Dard thaa magar woh dil kay kareeb thaa,
Jisay hum dhoond tay thay apnay haathon kee lakiroon main
Wo kisee doosray kee kismat, kisee aur ka naseeb thaa.
Dard bhara is jeevan ka afsaana hy
Jis ko apna jaana vo he beygana hy
kis ko jaa kr zakhm yh apna dikhaeye
acha hy chup chap yh aansu pee jaieye
Apni beeti hoi rangin jawani de ga,
Mujh ko tasveer b de ga tou purani de ga,
Aadaten milti hyn soraj se bohat kuch us ki,
Waqt-e-rukhsat b wo ek shaam suhani de ga,
Me ne yeh soch k boay nahi khawabon k darakht,
Kon janghal me lage pair ko pani de ga…
Dil k zakhmo ki sifarish na hui
hmari muskan ki farmaish na hui
jise dekhne ko Tarasti rahi aankhe
magar unhe humse milne ki khwahish na hui
Muhabbat muqaddar hai aik khwab nahi
yeh wo rishta hai jis mai sab kamyab nahi
jinhe saath mla unhe unglion per gin lo
jinhe milli judai unka koi hisab nahi.
Luv hurts when u break up with someone,
Luv hurts even more when she breaks up with u,
but Luv hurts d most when u not able to tell d the person whom u Love.
Lamhe ye sunhare kal sath ho na ho.kal me aaj jaise baat ho na ho par teri yadon k hasin pal dil me rahnge tamam umar.. Chahe phir se mulaqat ho na ho.
Hum pe bhi wo waqt aya tha,..Kisi ko Aankhon me basaya tha,..Usi ne lut liya mera Jahaan,,!Jise dil ki Dhadkan Banaya tha…!!