Fareb Thi Hasi Main Aashiqui SaMajh Baitha,
Mautko Hi Apni Zindagi SaMajh Baitha,
Waqt Ka Mazak Tha Ya Badnasibi Meri
Uski Do Baatonko Main Chahat SaMajh Baitha…
pal pal badalne wale
teri har ruswai se hamne pyar kiya
royoge us din tum
pehchanne se jis din hamne inkar kiya
Kabhi kisise zikr-e-judai mat karma,
is dilse kabhi ruswai mat karma,
jab dil uth jaye humse to bata dena
na batakar bewafai mat karma…
Dard ki shikayat kyun karu main
Pal pal mar raha hoo, kyun daru main
Kiya tha kisi ne bura mere saath aaj maine kiya hai
Bewafaai karke maine bhi kisi ko dard diya hai
Haadse banke yahan log mila karte hai
Zakhm dene ke hi saman kiya karte hai
Roz gir jati hai deewar tere vaadon ki
Roz hum maut ke saaye me raha karte hai
Laakh tu pyar ke padta rahe mantar
Jinki fitrat me ho dasna woh dasa karte hai